Wednesday, June 30, 2010

Conversation On the Compatibility !!


Conversation On the Compatibility with Devesh and Manprit !!


Manprit: Apko kya lagta hai meri marriage mein kya compatibility issue hai?
Devesh : Kai essue hai Manprit, moon ki condition, Jupiter ki condition, Venus ki condition differnt hai aap dono ki, your husband is more infulenced by Mars and you are more influenced by Moon and Venus, your palm is water not 100% but combination
of water and air and your husband's hand is air and earth hand type and more fire than earth, it should be more earth , but it more fine..
Manprit: Devesh aap mujhe woh sab points bataiye jo meri aur unki personality mein prominent hain aur jinki wajah se conflict hai ? mera jaanna zaroori hai, kyuki maine boht socha hai is baare mein, din raat subah shaam ... itna socha hai ki ab mere dimaag mein sirf yahi baat ghumti rehti hai ki yeh kami kyun hai kis wajah se, 24/7 yeh baat mujhe kachot ti rehti hai, mujhe pata lagana hai taaki main iska solution nikaal sakun, shayad mujhe hi kuch theek karna ho khud mein, shayad usse situation better ho jaye, at least i can try, aap bataoge mujhe plz
Devesh : He cant understand the feeling of women, how women thing , how womem work, what she want, which thing give her comfort, he dont think in the way of female, he dont have the abitity because of his hand is fire hand
Manprit: Yahi problem hai ya aur bhi kuch hai ?
Devesh : Aur kuchh means
Manprit: Means yahi ek wajah hai that he cannot think what women think ?? ya iske alawa aur bhi koi issue hai hamare beech
Devesh : There is some more issue, like mount of Venus, heart line, lenght of Ring finger, testosterone harmone, type of hand etc..
Manprit: How does that affect us ?
dev2mail: It affect Manprit, because in the world there r different king of people and there thoughts...even in the Aurveda it is said that there are three type of people, Tamsic, Satvik and Rajsick...and Phychologist know how many types of people..like introverd and extrovert.. u can ask the physcian and psychologist
Manprit: Means the length and size of mount of Venus, heart line and lenth of ring finer u mean the sexual aspect of testosterone ?
Devesh : Yes but its work at subtal level...it is the matter of subconsious mind and your husband's ring finger is shorter than index finger
Manprit: Thoda detail mein bataiye ..i want to know how is it affecting us subconsciously, mujhe jaan na hai jo bhi hai, jaisa bhi hai
Devesh : What do u want to know Manprit ?
Manprit: Sab kuch ....jo baatein hum dono ko alag karti hain aur jo hum dono ko ek jaisa banaati hain .... mera jaan na boht zaroori hai kyunki yeh mujhe boht affect kar chuka hai already, aap meri help hi karoge mujhe batakar.
Devesh : Actuall Manprit match making esiliye ki jati hai shadi se pahale, aap ab na apane pati ke mind set ko change kar payengi na kuch koi aur ese change karna bhi galta hoga, qki hum jo hai , jaisa God ne hame banaya hai , hame vahi hona chahiye, fire person are good in army , aur army ke liye unase mahan koi nahi hai , but yadi unase poetry karvayenge to unase bada bevkuf koi nahi hoga... poetry ke liye , art ke liye air hand aur water hand se bada mahan koi nahi hai, this is the point Manprit, actually har person ki ek thought hoti hai, aur vah usi ke according work karta hai.
Manprit: Unki thought process change nahi karna chahti main, woh impossible bhi hai i m aware of it,i respect him d way he is .... mere sath compatibility nahi hai iska matlab yeh nahi hai ki woh bure insan hain, i never think like that, main khud ke liye hi pooch rahi thi, agar mujhe unke baare mein details pata hongi aur apne baare mein bhi to main situations ko avoid kar sakti hun,jo conflict paida karti hain bas isiliye ...
Devesh : Haa Manprit ye baat thik hai, bas easake liye yahi kiya ja sakta hai ki understanding ko jitana ho sake badhaya jaye dono taraf se aur mai kuchh remedies dunga jise aapko karna hai
Manprit: u know main shuru ke kayi saalon tak sochti thi ki kyun hum logon mein banti nahi ... kya wajah hai, kyu unko meri baat samajh mein nahi aati, maine kabhi yeh socha hi nahi ki hamari compatibility kyun nahi hai,compatibility itna bada issue kyun hai meri life mein ye maine kabhi nahi jana tha.
Devesh : haa yah bahut badi problem rahi hai ancient time se hi Manprit, esiliye es par bahut kaam kiya gaya hai har perid me..qki jab ham shadi ke bandhan me bdhate hai to yah sirf do jivan ki hi bat nahi hoti do parivaro ki bat hoti hai..usake bad aane wali generation ki bat hoti hai aur yah bahut badi bat hai...haamri jisase shadi huyi aur usase hamari nahi ban rahi hai to eska ye matlab nahi hai ki aapke pati galat hai ya aap galat ho ..yaha par bat etani hai ki aapki compatibility sahi nahi ha...lekin tab hum kya karna shuru kar dete hai..hum kahte hai ki tum galat ho..
Manprit: Hona chahiye .... yeh sirf do logon ke aapas ki baat nahi hai .. yeh do families ko aur aane wali generations ko affect karta hai
Devesh : You are 100% right, bahut badi bat hai ye, other wise pura jivan adhura hi rah jata hai, mai aap ko bahau ek couple hai , jinki shadi ko around 25 year ho gaye, 21 year ka beta hai but ve aaj bhi es compativlity ki vajahse untane hi probelme hai jitani ki aapki life me problem hai, love hai hi nahi unki life me , understanding hai hi nahi unki life me , jeevan hai hi nahi unki life me, achcha business hai unka, sub kcchh hai but jeevan hi nahi hai.
Manprit: Mujhe lagta hai ki aapka khud ka karma hi hota hai jo aapko jahan use le jana hota hai woh le jata hai ...phir aap chaahe jitna satark raho , jitna bhi alert raho woh seconds mein situation badal deta hai bina aapko koi clue diye .... main pehle maanti nahi thi yeh baat, par ab maanti hun, i know now how it works ....
Manprit: aapki zindagi mein jo likha hua hai woh hoga hi aap usko badal nahi sakte, shayad woh humko apne dhang se sikhaana chahta hai
Devesh : Semi destiny ko change kiya jaa sakta hai Manprit aur aap jaise logon ki problem ko compatiblity check kar ke door kiya jaa sakta hai... jaisa aapne mahsush kiya ki ab aap ye bate manti hai ki competibility q jaruri hai.. Manprit, mai aapko kuchh remedies dunga and you will feel more better and some meditation techniue,Manprit u have to do sound meditatio...
Manprit: thanks devesh ...thanks a lot aapne mujhe yeh samkhane me help ki, ki q hamari life me problem hai..